aziMking
Club 69
The King
There is no good in extravagence, however, there can never be extravagence in good deeds
Posts: 4,529
|
Post by aziMking on Aug 25, 2007 10:20:49 GMT 3
its worth reading again n again, too touchy for me.
Ghar wapas jab aaogey tumm kaun tumhe pehchaane ga! kaun kahega ...'Tum Bin Saajan Ye Nagri Sunsaan'
Bin dastak mausam gumsum, bin aahat dahlez, sooney chaand ko takte takte, raahen padh gai maand
kaun kahega, kaun kahega tum bin sajan..
kaun kahega tum bin sajan Kaise kate din raat saawan ke do rang ghuley, aur doob gai barsaat
kaun kahega...
pal jaise patthar ban jaayen ghadiyan jaise naag din nikley to shaam na aay, aay so bohraan
ghar wapas jab aogey tum, kya dekho kya paaugey
yaar nigaar, wo sangi saathi,mat bharyan thi ankhiyan jin ki, baaten ...phuljhadiyan bujh gai saare, log wo pyaare, reh gaii kuch ladiyaan
kaun kahe ga...kaun kahega tum bin saajan ye nagri sunsaan
phool babool wo bhoole dekho... EK GUREZA MAUJ KI KHATIR ki khaatir 'Sehra Sehra phirte hain' tum bhi phiro 'darwesh sifat' ab ...raqsaan raqsaan, hairaan hairaan. Laut ke ab kya aaugey aur...kya paaogey !?
kaun kahega...kaun kahega "Tum Bin Saajan Ye Nagri Sunsaan"
|
|
L o r d R a j
Club 69
Immortal Lover [/color][/size]
Posts: 26,298
|
Post by L o r d R a j on Aug 25, 2007 10:41:51 GMT 3
Zaaaalimmmmmm
kya dekhoge.. kya paayoge!!!
sehra sehra phirte hain tum bhi phiro darwsh sifat ab... raqsaan raqsaan... hairaan hairaaan!!!
ek exalt aap ke liye janaab..[/color]
|
|